Ye Jo Ham Hijr Main Diwar-O-Dar Ko Dekhte Hain | Mirza Galib Urdu Poetry

urdu poetry, shayari, mirza galib poetry, urdu poetry images, love shayari, urdu shayari, urdu gazals, love poetry, sad urdu poetry, best urdu poetry, romantic poetry, love urdu poetry, hindi shayari,

Ye Jo Ham Hijr Main Diwar-O-Dar Ko Dekhte Hain
Kabhi Saba Ko Kabhi Namabar Ko Dekhte Hain

wo Aye Ghar Main Hamare Khuda Ki Kudarat Hai
Kabhi Ham Un Ko Kabhi Apne Ghar Ko Dekhte Hain

Nazar Lage Na Kahi Usake Dast-O-Bazu Ko
Ye Log Kyon Mere Zakham-e-Jigar Ko Dekhte Hain

Tere Jawahir-e-Tarf-e-Kulah Ko Kya Dekhen
Ham Auj-e-Tala-e-Lal-O-Gohar Ko Dekhte Hain 


By: Mirza Assadullah Khan Galib

Kishmiish.com 
#Kish-Miish-U-So-Much